What fabrics are used for Aari work: ये 10 fabric Aari work ko Attractive। बनायेंगे

0

What fabrics are used for Aari work?

  • Aari work ke liye Aap koi bhi fabric choice kar sakte Hain, Lekin kuchh fabric hoten Hain Jo Aari work ko Aur bhi jada Attractive bana sakte Hain.

“Aari work”aari work blouse,,aari work blouse designs,,aari work design,"aari work,,aari work designs,,simple aari work designs,,simple aari work blouse designs,,peacock aari work designs drawings,,aari work blouse designs images,,simple aari work blouse,,flower aari work designs drawings

What fabrics are used for Aari work?

1. Aari Work on Raw Silk: Luxurious
Aap aari work Raw silk pe kara sakte Hain yeh Raw silk fabric luxuriously hota Hai Jo aapke aari work ko Aur nikharega,Raw silk fabric pe aap Aari work, Resham cute Beads Sequins Zari thread ka usse kar sakte Hain, Lekin ye apki choice par depend Hai apko kya pasand hai..
“Aari work”aari work blouse,,aari work blouse designs,,aari work design,"aari work,,aari work designs,,simple aari work designs,,simple aari work blouse designs,,peacock aari work designs drawings,,aari work blouse designs images,,simple aari work blouse,,flower aari work designs drawings

2. Aari work on Cotton: Comfort 
Aap Cotton fabric pe bhi Aari work karwa saktein Hain,Cotton fabric comfortable hota hai cotton fabric Main softness hoti hai Easly dye hota hai,Eco friendly hota Hai classic look deta hai, Aap chahe to cotton fabric pe aari work main silk thread ka usse kar sakte hai ya cotton thread ka, small size mirror work karwa saktein Hain ya fir zari loading work karwa saktein Hain aap aari work main cotton fabric pe Sequins (Moti) ka bhi Aari work karwa saktein Hain, aapki choice pe depend hai...

3. Aari Work on Velvet: Elegance in Stitches
Aap aari work velvet pe bhi Kara saktein Hain, agar winter ka season Hai to velvet best option ho Sakta hai, aur velvet pe aap koi bhi Aari work karwa saktein Hain jise 
3D work huwa ya zardosi work Kora nakshi dapka usse kar sakte Hain, 

4. Aari work on Georgette: Delicate Beauty
Georgette ek evergreen fabric Hai is fabric Main apko kafi colour choice option mil jange, easy dye fabric hai, Aur Aap Georgette pe koi bhi Aari work karwa saktein Hain, koi bhi Aari work material ka usse kar sakte hai koi bhi designs banwa saktein Hain is fabric mein apko aari work karwane ke liye bahut sari choice mil jayegi koi bhi hand embroidery designs is fabric pe attractive lagta hai..
“Aari work”aari work blouse,,aari work blouse designs,,aari work design,"aari work,,aari work designs,,simple aari work designs,,simple aari work blouse designs,,peacock aari work designs drawings,,aari work blouse designs images,,simple aari work blouse,,flower aari work designs drawings

5. Aari Work on Chiffon: Sheer Grace in Thread
Chiffon Lightweight fabric Hai aur Stylish bhi All seasons mein usse Kiya ja Sakta hai aapko ek fashionable looks dega, Lekin Aap is fabric pe heavy Aari work nahi karwa saktein Hain apko chiffon pe Light Aari work karwana chahiye, jaise silk thread -0 size cute Beads small size Sequins ka Aari work karwana best'option Hai..

6. Aari Embroidery on Organza: Transparent Artistry
Organza bhi,Lightweight fabric hai, organza fabric Main Natural shine Hoti hai Aap is fabric pe Aari work small size motifs Bana saktein Hain sequence cute Beads sugar beads zari resham nalki Aur stones Kundan ya zardosi ka bhi usse kar sakte hai Aari work karwane ke liye. ye fabric best'hai Sabse pahle ye apki choice pe depend hai..Crepe Fabric कैसे स्टाइल करें और उसकी देखभाल कैसे करें.
“Aari work”aari work blouse,,aari work blouse designs,,aari work design,"aari work,,aari work designs,,simple aari work designs,,simple aari work blouse designs,,peacock aari work designs drawings,,aari work blouse designs images,,simple aari work blouse,,flower aari work designs drawings

7. Aari Work on Linen: Rustic Elegance
Linen fabric Eco friendly hota hai, aur ye summer season ke liye aapki best choice hoga, Aap linen fabric pe Aari work note stitch Sequins ke saath karwa saktein Hain ya chhalla work ya rings work bhi karwa saktein Hain cute Beads sugar beads zari resham ke sath..

8. Aari Work on Net Fabric: Ethereal 
Net fabric Ethereal fabric hai, aur All seasons Aur flexibility ki khubi Hoti hai apko Net fabric pe Aari work karwane ke liye jada sochne ki zarurat nahi hai kyonki Net fabric pe Aap koi bhi  Aari work karwa saktein Hain koi bhi Aari work material usse kar sakte hai, jaise zardosi cute Beads sugar beads nakshi dapka parles stones zari resham sequence Jo chahain wo designs banwa saktein Hain...
“Aari work”aari work blouse,,aari work blouse designs,,aari work design,"aari work,,aari work designs,,simple aari work designs,,simple aari work blouse designs,,peacock aari work designs drawings,,aari work blouse designs images,,simple aari work blouse,,flower aari work designs drawings

9. Aari Work on Crepe: Flowing Threads of Art
Crepe fabric ki khasiyat hai Easy to maintain aur aapki dress ko Elegant look deta hai, Aap aapni choice se crepe fabric pe koi bhi Aari work karwa saktein Hain Aur koi bhi Aari work material usse kar sakte hai, crepe fabric pe Aari work bahut jyada attractive dikhta hai Aap crepe fabric pe zardosi se lekar cotton thread tak ka  work karwa saktein Hain..

10. Aari Work on Brocade: Opulent Elegance
Brocade ek Rich aur traditional fabric hai, ye fabric shadiyo ke moke pe jada use Kiya jata Hai, Aap Brocade fabric pe Aari work karwana chahte Hain,Texture ko samjh ke Heavy Aari work karwa saktein Hain ya fir highlight nhi karwa saktein Hain aap is fabric mein koi bhi Aari work material usse kar sakte hai jise zardosi nakshi Kora mirror moti ye apki choice hai apko kaisa Aari work karwana hai..

Special Tips......

Heavy Aari work wale dresses ki saaf-safai ke liye Aap dry cleaning karwa sakte hain. Dry cleaning se Aari work ke material ko lambe samay tak chamakdar aur quality bani rehti hai aur silk threads aur fabric ka color bhi maintain rehta hai.


Aari work dresses ko saaf aur sukhi jagah par store karein. Direct sunlight aur moisture se bachayein taki Aari work ko koi nuksan na ho.

Aari work Wale dresses ko reverse side se hi iron karein, aur kam heat par iron kare. Direct heat se Aari work aur Sequins ya zari threads melt ho sakte hain.

Agar Aari work mei koi damage ho jata hai, ya Aari work kahin se khulne lag jata hai to turant usko repair karwayein taki Aari work aur Jada damage na ho. Iska koi bhi chhota issue bhi badh sakta hai aur Aapki mehngi dress ko bahut jada nuksan pahuncha sakta hai.

Aari work wale dress ko jewelry ya sharp objects se bachayein, taki Aari work par koi damage na ho.

Aapko apne aari work wale dress ko regular intervals par check karna chahiye taki kisi tarah ka issue turant pehchan kar repair kiya ja sake.

Instagram pe follow kare

conclusion....Pinterest se picture free download kare

Aap Aari work kisi bhi fabric pe karwaye Market mein bahut sare fabric Available Hain lekin yaad rahe,Pure Aur Original Fabric ka Hee usse kare, Aap Aari work dress ya blouse ya sarees readymade bhi lete hain to fabric aur Aari work ko achche se check kare fabric ki quality aur Aari work ki finishing Aur material ki quality bahut Jada important hai, kisi bhi duplicate product se bache.. Thanks Good Luck.....





Post a Comment

0Comments

Please Select Embedded Mode To show the Comment System.*